Bheed mein rah kar bhi koi akela rahta hai,
lakhon ke beech bhi koi tanha rahta hai,
yeh zaruri toh nahin kee har milne waale se dil lage,
Chand baatein karne lene se nahin koi apna hota hai..
Aksar akelepan mein ham yeh sochte hain, kuch toh ismein bhi khaas hai, jab sirf khamoshi hai, kuch bhi nahin paas hai, na koi kuch poochne waala aur na koi apnee sunane waala..Lekin phir bhi yeh dil aur dimaag daudta rahta hai, kuch guzre huwe lamhon ko yaad karta hai..woh guzre lamhe hamesha ek tees de jaate hain.. Kisse shayar ne kya khoob kaha hai...